Saturday, May 18, 2013

Amrican 2 Pathan

1 American karachi aya
wo taxi main betha tha jiska driver pathan tha

American
Ye Quaid e azam ka mazar kitnby din mein bana


Pathan
1 maah main


American
Ye hamara mulk mein to 2 weeks main ban jata


Thora aagey jany ky baad Amrican ny phir pocha
ye State Life building kitny din mein bana?



Pathan
Srif 2 weeks main




American
ye hamary mulk mein tu 3 din main ban jati




Habib bank plaza ky paas sy guzrey to
amrican ny pocha ye building kitni din mein bani?








Pathan
pata nahi subha tu nahi thi




lala

0 comments:

Post a Comment

Template by:

Free Blog Templates